Skip to content
Home » Kaal Sarp Dosh Ke Upay aur Totke in Lal Kitab                      

Kaal Sarp Dosh Ke Upay aur Totke in Lal Kitab                      

Kaal Sarp Dosh Ke Upay and Totke in Lal Kitab

Jyotish Shastra me Kaal Sarp Yoga ko bohot hi ashubh mana jaata hai. Agar aapki kundali mai yeh dosh hai, to phir aapko bohot sari samasyao ka samna karna parega. Jivan me kathinaiyon ka aana, bar bar asafal hona, daravne sapne ka ana, aarthik aur parivaarik samasyao ka ana, akelapan, asanti aur bhi bohut si samasya aapke jivan ko prabhavit kar sakti hai. 

Agar aap is dosh se prabhavit ho aur aap kaal sarp dosh ke upay aur totke ke bare me jan na chahate ho, to Lal kitab mein aapko Kaal Sarp Dosh se judi bahut sari upay aur totke ke bare mein jankari mil sakti hai. Lal Kitab Vaidik Jyotish se juda ek anokha kitab hai jismein bahut sari jatil samasyaon ke bare mein jyotishiya samadhan likha hua hai. To jante hain kalsarp dosh ke upay aur uske totke ke bare mein jo Lal kitab mein likhit hai.

Kaal Sarp Dosh Dur Karne Ke Upay

Kaal sarp dosh dur karne ke upay to bahut sare hain lekin unmen se kuchh pramukh aur aasan upay niche diye ja rahe hain: 

  • Roz Om Namah Shivaya mantra ka jaap karen. 
  • Mahamrityunjay mantra ka jaap karen.
  • Har roj shivling ka abhishek karen jal aur dudh se. 
  • Nag Devta ki puja karen. 
  • Nag panchmi ko upvas karen.
  • Rudrabhishek Puja karen.
  • Garibon ko dan karen.
  • Sacche man se har roj Mahadev ki upasna karen. 
  • Kisi acche jyotishagya se Kaal Satp Dosh Nivaaran Puja karvayen. 

Grahon aur nakshatron ke sthan anusar Kal Sarp Dosh kayi prakar ke ho sakte hain. Aur vistarit jankari ke liye kisi acche jyotishagya se paraamarsh karen. Ek acche astrologer hi aapko bata sakte hain ki vapki kundli mein kaun sa Kal Sarp Yoga hai, aur isse mukti pane ke liye aapko kaun se tarike apnane hain. 

Kaal Sarp Dosh Ke Upay Lal Kitab

Lal kitab ke bare mein sabhi ne suna hai. Yah Vaidik astrology se prabhavit ek adbhut kitab hai jismein panch alag kitabon ka gyan shamil hai. Yah kitab jyotish vigyan ke bare mein hai. Kaal Sarp Dosh ke upay lal kitab me bhi likhe gaye hain jinko manne se aap aap apne jivan se Kal Sarp Dosh ko dur kar sakte hain.

  • Kal Sarp Yantra gale mein dharan kariye. 
  • Rahu kaal mein kale kutte ko roti khilaye har roj. 
  • Apne dahine hath mein tambe ki kada dharan karna shubh mana jaata hai.
  • Rahu kal mein kaccha koyla nadi mein pravahit karen 27 dinon tak. 
  • Hathi ke dant se apne isht devta ki murti banvae aur use mandir mein sthapit karen.
  • Rahu Devta se prabhavit rang Ke kapde dan Karen. 
  • Apna ghar aur aas-paas saaf shthra rakhen.
  • Mithyachar na karen.
  • Mathe pe chandan ka tilak lagaye. 
  • Rahukaal mein mandir ki sidhiyan dhoae 10 dinon tak. 
  • Rahukaal ke dauran mandir mein safed nariyal chadhaen. 

Bahut sare aur bhi upay Lal kitab mein likhe gaye hain jinko janne aur samajhne ke liye kisi acche astrologer se sampark karen. Shivkant Guruji ek Jaaneman astrologer hai. Guru ji lambe samay se Trambakeshwar mandir mein Puja Archana kar rahe hain. Yah bahut bade shastragya hai jinko jyotir vigyan ka purn gyan hai. Inse aapko Lal Kitab main likhe hue Kaal Sarp nivaran puja at Trimbakeshwar ke upay sambandhit jankari mil sakti hai. 

Sawan Me Kalsarp Dosh Ke Upay

Savan ka mahina Shiv Ji ko arpit kiya jata hai. Sawan me kalsarp dosh ke upay karne se aapko Shiv ji ki kripa drishti mil sakti hai aur aapke jivan se Kal Sarp Dosh ki rinatmak prabhav dur ho sakti hai. 

  • Har roj Shiv Ling per dudh, ganga jal, ghi, shehad, bel patta, ful se abhishek kare.
  • Har savan ke Somwar ko upvas karke Shiv ji ki puja archana karen. 
  • Har roj Om Namah Shivay Mantra ka jaap karen. 
  • Har roj 108 bar Mahamrityunjay Mantra jaap karen.
  • Nag panchmi ke din Nag Devta ki puja karen aur unhen dudh chadhaen. 
  • Tambe se bani Nag-nagin ka joda shivling per chadhaen. 
  • Kala til aur dudh ko milakar us mishran ko shivling per chadhaen. 

Kaal Sarp Dosh ke gharelu upay mankar Shiv ji ki puja archana karna savan mahine mein kafi labhdayak ho sakta hai. 

Anant Kaal Sarp Dosh Ke Upay

Anant Kal Sarp dosh hone se court-kachhari sambandhit vivad vaivahik vivad ityadi ho sakta hai. Anant Kaal Sarp Dosh ke upay nimnalikhit hai: 

  • Pratidin dudh, gangajal, belpatra se Shiv Ling ki rudrabhishek Karen. 
  • Mahamrityunjay Mantra ya Om Namah Shivay Mantra ka Jaap Karen.
  • Chandi ka Nag-nagin banakar Nag Panchmi ke din arpit karen. 
  • Nag-Gaytri Mantra ka jaap karen.

Kulik Kaal Sarp Dosh Ke Upay

Kulik Kaal Sarp Dosh ke upay kuchh is prakar hai:

  • Har roj bhagwan Shiv ka rudrabhishek karen.
  • Chandi ka Nag-nagin banakar Shiv Ling per arpit karen. 
  • 81 hajar bar Mahamrityunjay Mantra ka jaap karen. 
  • Hanuman ji ki puja karen.
  • Trikoniya Munga pathar, mangalwar ko tambe ki anguthi mein dharan karna shubh mana jata hai. 
  • Kisi bhi prakar nasha aadi se dur rahe.

Vasuki Kaal Sarp Dosh Ke Upay

Vasuki Kaal Sarp Dosh ke upay kuchh is prakar hai:

  • 40 dinon tak Hanuman ji ki puja karen aur Hanuman Chalisa ka paath karen. 
  • 40 dinon tak Bajrang Baan ka paath karen. 
  • Shaniwar ko chandi ka Rahu Yantra dharan karna shubh hota hai. 
  • Nagraj ki anguthi pahankar mantra jaap karen har Mangalwar ko. 
  • Ravivar ko bargad ke ped ki puja karen.

Shankhpal Kaal Sarp Dosh Ke Upay

Shankhpal Kaal Sarp Dosh ke upay nimnalikhit hai:

  • Har roj dudh, gangajal, belpatra,ful, ghee, ityadi se Shiv Ling ki rudrabhishek Karen. 
  • Mahamrityunjay Mantra ya Om Namah Shivay Mantra ka Jaap Karen 108 bar.
  • Nag panchmi ki tithi mein Nag Devta ki puja karen.
  • Neela, Kala, Bhura ityadi rang Ke kapde pahnane se bache. 
  • Kisi bhi prakar ki nashili chij aur aadaton se dur rahe.

Padam Kaal Sarp Dosh Ke Upay

Agar aap ‘Padam Kaal Sarp Dosh Ke Upay in Hindi’ k baare me jan na chahte hai to Padam Kaal Sarp ke upay kuch iss prakar hai:

  • Shiv ji ki Rudrabhishek karen. 
  • Kisi pavitra bhavya sthan mein Kal Sarp Nivaaran puja karvayen. 
  • Mahamrityunjay mantra ka jaap karen. 
  • Kaal Sarp Nivaran hom aur yagya karvayen. 

Maha Padam Kaal Sarp Dosh Ke Upay

Maha Padam Kaal Sarp ke upay kuch iss prakar hai:

  • Rahu Ketu ki puja karen. 
  • Nag Devta ki puja karen. 
  • Shiv Ji ka dhyan karen.
  • Shivling ki rudrabhishek karen. 
  • Chandi ki sarp anguthi ungli mein dharan karen.
  • Niyamit vyayam karen aur aalas na karen. 

Takshak Kaal Sarp Dosh Ke Upay

Takshak Kaal Sarp Dosh ke upay kuch iss prakar hai:

  • Shukla paksh ke mangalwar mein upvas rakhen. 
  • Hanuman ji ki puja karen.
  • Mahamrityunjay Mantra, Om Namah Shivay Mantra ka jaap karen aur Rudraksh dharan karen.
  • Rahu Ketu Mantra ka jaap karen.
  • Nag Devta ki puja karen. 
  • Trimbakeshwar mein Kaal Sarp Dosh Nivaaran Puja karvayen.

Karkotak Kaal Sarp Dosh Ke Upay

Karkotak Kaal Sarp Dosh ke upay kuch iss prakar hai:

  • Har roj 108 bar Mahamrityunjay mantra ka jaap karen.
  • Nag Devta ki abhishek karen.
  • Shiv Ling ki puja archana karen aur abhishek karen.
  • Naga Stotra aur Shiv Chalisa ka paath karna labhdayak ho sakta hai. 
  • Garibon ko dan karen.

Shankhachur Kaal Sarp Dosh Ke Upay

Shankhachur Kaal Sarp Dosh ke upay nimnalikhit hai:

  • Har Mangalwar aur Shaniwar Hanuman ji ki puja karen aur Hanuman Chalisa ka paath karen. 
  • Har roj 108 bar Om Namah Shivay aur Mahamrityunjay mantra ka jaap karen. 
  • Gomed ratna ko Chandi ki anguthi mein dharan karen. 
  • Sarson ka tel aur Kala til garibon mein dan karne se labhdayak fal prapt hota hai. 

Ghatak Kaal Sarp Dosh Ke Upay

Is prakar ke Kaal Sarp Dosh se bachne ke liye aapko nimnalikhit vidhi ko manke chalna padega:

  • Har Somvar ko Shivji ki abhishek karen.
  • Har roj Mahamrityunjay mantra ka jaap karen 108 bar. 
  • Nag Devta ko dudh chadhaen aur unki puja karen. 
  • Trimbakeshwar mandir me Kaal Sarp Dosh Nivaran Puja karwana lavdayi hai.

Vishdhar Kaal Sarp Dosh Ke Upay

Vishdhar Kaal Sarp Dosh ke upay nimnalikhit hai:

  • Panchmukhi Rudraksh dharan karen. 
  • Dudh gangajal aur belpatra se har roj Shiv Ling ki aradhna karen. 
  • Har Shaniwar aur Mangalwar ko Hanuman ji ki puja karen aur Hanuman Chalisa ka paath karen. 
  • Nag Devta ko dudh aur kala til chadhae aur unki puja karen. 

Sheshnag Kaal Sarp Dosh Ke Upay

Sheshnag Kaal Sarp Dosh ke upay iss prakar hai:

  • Bhagwan Vishnu ki bhakti purvak puja archana karen. 
  • Har roj shivling ki abhishek karen aur 108 bar Mahamrityunjay mantra ka jaap karen. 
  • Chandi se bani hui Nag-nagin ki anguthi dharan karen.
  • Nag Devta ki puja archana karen aur unhen kala til aur dudh arpan karen
  • Gomed ratna dharan karen. 

Anshik Kaal Sarp Dosh Ke Upay

Anshik Kaal Sarp Dosh ke upay nimnalikhit hai:

  • Rahul Sutra ka paath karen.
  • Kale kutte ko roti khilaye kutte ko roti khilaye. 
  • Pratidin Mahamrityunjay mantra aur Om Namah Shivaya mantra ka jaap karen.
  • Nag Panchami mein upvas rahe aur Nag Devta ki puja karen.
  • Bhagwan Shiv ki rudrabhishek karen.

Best Pandit for Kaal Sarp Dosh Upay

Aur bhi vistarit Kaal Sarp Dosh ke totke aur nivaran vidhi ke bare mein janne ke liye aapko kisi gyani jyotishgya se sampark karna chahie. Shivkant Guruji ek jaane Mane astrologer hai jo ke pichhle 20 salon se Trimbkeshwar Mandir ki seva me niyojit hain. Unhone kahin bhakton ko apni jyotishiyon samasyaon ko dur karne mein madad ki hai. Kalsrp dosh, uske upchar aadi ke bare mein adhik janne ke liye aap sidhe Guruji se phone per sampark kar sakte hain. Unka phone number hai – +91 7770002878. Unke website se bhi aap unki services book kar sakte hain. Agar samay rahte theek na kiya jaaye to Kaal Sarp Dosh jivan ke liye khatra ban sakta hai. Apne aap ko surakshit rakhne ke liye aaj hi apne jyotishagya se sampark karen.